Majmua e Salawat ul Rasool

Sare Maqluq ke barabar padne Ka Sawab-Darood

Durood Sharif - Tamam Makhlook kay barabar sawabDurood Sharif - Tamam Makhlook kay barabar sawab

Tarjuma: Allah ke naam se shuru jo nihayat maherban aur rahem karnewala hai.Ae Allah hamare nabi karim muhammad mustafa sallallahu alaiwasallam par itna darood bhej jitna teri saari makhluq un par bhejti hai aur darood bhej nabi muhammad mustafa alaisalam par bheje ahetaram ke saath pesh karna chahta aur darood bhej nabi akram muhammad mustafa alaisalam parjaise tune hume pesh karne ka hukm diya hai.

Fazilat:Hazrate Abubakar Siddiq farmate hai ke karim rasool  alaisalam ke pass ek shaks huzoor alaisalam ki bargah me hazri di aur salam arz kiya huzoor alaisalam ne uske salam ka jawab diya.